Allama Iqbal Urdu Peotry, Allama Iqbal, Urdu Poetry By Allama Iqbal,


Raton Ko Chalne Wale Reh Jaen Thak Ke Jis Dam
Umeed Un Ki Mera Toota Huwa Diya Ho.

Iqbal Poetry, Allama Iqbal Poetry, Allama iqbal Heart Touching Poetry, Urdu Poetry By Allama Iqbal,


Khird-Mandon Se Kya Puchon Ke Meri Ibtida Kya Hai
Ke Main Iss Fikar Mein Rehta Hun, Meri Intiha Kya Hai

Khudi Ko Kar Buland Itna Ke Har Taqdeer Se Pehle
Khuda Bande Se Khud Puche, Bata Teri Raza Kya Hai.

Allama Iqbal Urdu Poetry, Allama Iqbal Poetry, Allama Iqbal, Iqbal Poetry,

Aaeen-e-Jawanmardan, Haq Goyi-o-Bebaki
Allah Ke Sheron Ko Ati Nahin Roobahi.

Allama Iqbal Poetry, Allama iqbal, iqbal Poetry,


Woh Faraib Khurdah Shaheen K Pala Ho Kargason Mein
Ussay Kya Khabar Kya Hai Reh-O-Rasm-E-Shahbazi.

Allama Iqbal, Allama Iqbal Poetry,


Khuda Naseeb Kare Hind Ke Imamon Ko
Woh Sajda Jis Mein Hai Millat Ki Zindagi Ka Payam.

Ishq Teri Intaha, Ishq Meri Intaha, Iqbal Poetry, Iqbal ka Ishq, Ishq e Iqbal, Iqbal Urdu Poetry, Allama Iqbal,

Ishq Teri Intaha, Ishq Meri Intaha
Tu Bhi Abhi Na-Tamam, Main Bhi Abhi Na-Tamam.

Iqbal Heart Touching Poetry, Iqbal Urdu Poetry, Allama Iqbal Poetry, Urdu Poetry,

Ye Agar Aaeen-e-Hasti Hai Ke Ho Har Shaam Subah
Marqad-e-Insaan Ki Shab Ka Kyun Na Ho Anjaam Subah.



Ishq Ki Inteha Kya Hay, Ishq Ki Inteha by Allama Iqbal, Ishq, Inteha,

Ishq Ki Inteha Kya Hay, Ishq Ki Inteha by Allama Iqbal, Ishq, Inteha,

Allama Iqbal, Allama Iqbal Poetry, Iqbal urdu Poetry, Iqbal Pictures Poetry, Kehta Hun Wohi Baat Samajhta Hun Jise Haq,

Kehta Hun Wohi Baat Samajhta Hun Jise Haq
Ne Abla-e-Masjid Hun, Na Tehzeeb Ka Farzand.

Apne Bhi Khafa Mujh Se Hain, Iqbal Poetry Allama Iqbal Poetry, Urdu Best Poet Allama Iqbal Poetry, Iqbal Images Poetry, Poetry Of Allama Iqbal,

Apne Bhi Khafa Mujh Se Hain, Begane Bhi Na_Khush
Main Zehar-e-Halahil Ko Kabhi Keh Na Saka Qand.

Da Mulaqat sahar ba rashi, Shpa Mu Pa khair, Good Night, Good Night Poetry,

Da Mulaqat sahar ba rashi na umida na yam
Da intizar shpy ka ugdy di Akhir tery ba shi.


Shpa Mu Pa khair, Good Night, Good Night Poetry,

Da Muhabbat bazar k ogarzedam, Da Muhabbat bazar By Ghani Khan, Ghani Khan Poetry, The Great Poet Ghani Khan Poetry,

Da Muhabbat bazar k ogarzedam
Da cha awaz da cha khanda kharseda,

Zamung badrango cha parwah na kawla
Da khkulo khkulo ba khkula kharseda,

Ghani khafa khafa khali las raghy
Na ye akhlas na ye wafa kharseda.

Manam Ghareb Yam kho Da Zra Na Der Majbor Yama Za, Best Pashto Poetry, Pashto Ghazal, Pashto Ghazal Sms, Pashto New poetry, Pashto Poetry, Heart Touching Poetry,


Manam Ghareb Yam kho Da Zra Na Der Majbor Yama Za
Pa Spor Taali Me Da Yarano Mashghola Khwakha V,

Zra Me Praq Chwi Che Charta Sok Hum Pa Jara Ovenam
Da Har Insan Khula Me Bus Daka Da Khanda Khwakha V,

Da Mor Aw Khor Pa Sar Me Shaal Bus Da Haya Che V Prot
Shamla Ochata Da Pagrai Me Da Baba Khwakha V,

Khesta Akhlaq Da Shahzalmo Rana Zargay Obasi
Da Pukhtano Torsaro Tal Zama Haya Khwakha V,

Laka Da Ronro Ghundi Zan Che Zaaravi Da Yaw Bal
Bus Hum Da Dasi Nangyalo Me Malgartya Khwakha V,

Meena Kholos Aw Itefaq Da Pukhtano Sha Naseb
Sahar Makham Me Da ALLAH Na Da Dua Khwakha da.

Pashto Poetry, Laka Saahil da Samandar Chapo ta Ma Samala,


Laka Saahil da Samandar Chapo ta Ma Samala
Zaan Samandar ka che seendona de Laman la raazi.

Akhiri Sparley, Akhiri Sparley By Israr Atal, Israr Atal Poetry, Israr Atal Heart Touching Poetry, Israr Atal Poetry With Pictures, Israr Atal Pashto Poetry, Pashto Poetry By Israr Atal,


Zama Nyazbeena pa maa graana Musaafar Laaleya
La maa na wraka Marawar Laaleya beyarta raasha.

Ta sa khabar ye che bya kali ta sparley raghale
Tata sa pata da che bya da khushaalo wraze di,

Bya da Ttaaloono,da Nakrizo da Meylo wraze di
Bya da Nakhthar,bya da Chinaar, bya da Cheeno wraze di,

Kho graana yara ta La maa na dumra beyarta aosey
Che zama ghag awre kho lare ye maa na she ledey,

Kho za taa wenam za pehegam pa taa sa teregi
Maa na baghair staa pa nemgarhe dunya sa teregi,

Kho pa maa graana za pohegama majboora ye ta
Za hum bewassa yam pa khpala Pukhto wass na laram
Tata hum khpale bewasai pa marrai laas ekhey dy,

Kho graana yaw khabara waawra bass yaw swaal aomana
Yawa zaari da yaw arman dy da mayano zrhoono,

Che daa sparley zamung da meeni akhiri sparley dy
Ka daa zal khpal na sho, nu graana da che yaw zey ba sho.

Che Nazar Me Sta Pa Lor She, Pashto Poetry, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Latest poetry, Pashto Sms, Pashto Sad Sms,


Che Nazar Me Sta Pa Lor She
Rang Me Ziyar Ao Kala Tor She,

Che Da Yaar Kali Ta Lar Sham
Gora Zra Me Lag Takor She,

Dasi Meene Bande Sa Kre
A Zargiya Che Pa Zor She,

Kam Zai Qadar Da Insan Ve
Waim Che Halta Ke Me Kor She,

Pa Jwandone Janati She
Che Duaa Warta Da Mor She.

Wafa Poetry, Mohabbat Poetry, Mohabbat Main Wafa Mangthay Rahay Faqeeron Ki Tara,

Kabhi hum bhi mohabbat main apne aap ko badshah samjhte thay
Pata us din chala jab wafa mangthay rahay faqeeron ki tara.

Main Apni Chahton Ka Hissa,


Main Apni Chahton Ka Hissa Lene Jo Beth Jaon

Tum To Sirf Mera YaaD Karna B Na Loataa Sako GaY.

Saja k Apni Hi Ankhen Hazaar Chehron Pr,


Saja k Apni Hi Ankhen Hazaar Chehron Pr
Kiya Hy Mai ne Sada Aitbaar Chehron Pr,

Tujhy Bhi Darr Hy Kisi Ka To Door Se Parh Le
Likhi Hui Hy Dilon ki Pukaar Chehron Pr,

Lagi Hy Aag Ye Kesi Wafa k Jungal Men
Jala k Rakh Diye Kisne Chanaar Chehron Pr,

Wafa Ki Khoj Men Niklo To Paaon Jalty Hen
Abhi To Sirf Jama Hy Gubaar Chehron Pr,

Main Teri Bazm Men Kis Kis Se Dushmani Leta
Likha Tha Naam Tera BeShumar Chehron Pr.

Judai Poetry, Urdu Poetry, Urdu Best Poetry, Urdu Best Judai Poetry, Sadest Urdu Poetry,


Juda Tum Se Huey Hn To Kisi Se Hum Nhi Milty
Koi hum Se Mily Bhi To Khushi Se Hum Nhi Milty,

Agr Pathar Ho Tum, To Aao Betho Hum B Pathar Hn
Agr Ho Aadmi, To Aadmi Se Hum Nhi Milty,

Hum Apni Zaat Mein Sehra Hn Sehraon Se Yaari Hy
Kisi Darya Samandar Ya Nadi Se Hum Nhi Milty,

Hmein Murda Dili Tohfy Mein Tum Ne Hi To Bheji Thi
Gila Mat Kr Jo Ab Zinda Dili Se Hum Nhi Milty,

Hmari Zindgi Hy wo Agr Uss Ki Khushi hy To
Chalo kuch Roz Apni Zindgi Se Hum Nhi Milty,

Faqeeron Ko Faqeeron Ki Rafaqat Raas Aati hy
Sakhi Aaen To Keh Dena Sakhi Se Hum Nhi Milty.

Zra bhi paon mein larzish nahe ha, Urdu Poetry, Urdu Picture Poetry, Heart Touching Poetry,

Zra bhi paon mein larzish nahe ha
Humein kaanto pe chalna aa gaya na ?

Mai sochta hoo, Urdu Poetry, Sadest Urdu Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,

Mai sochta hoo , agar ho jaiy mujhey janab-e-zeyarat
laao ga mai kaha say, tere mayaar ki ankhaiy.

Mitt gaya hon mujko mitta rehne do, Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry,


Mitt gaya hon mujko mitta rehne do
Mere jazbaat K sholon ko buja rehne do,

Dard sehne ki hai bachpan hi se aadat mujko
Mere riste hue zakhmon ko hara rehne do,

Ab to tabeer ki hasrat hi nai hai mujko
Meri aankhon men mera khuwab chupa rehne do,

Muskurahat pe mera HAQ hi nai hai yaaro
Mere honto se tabasam ko khafa rehne do,

Dil jo toota hai tu aankhen na chalak jaen Sagar
Aj ankhon ko in ashkon se bhara rehne do.

Koun jitay ga un say bato mai,


Koun jitay ga un say bato mai
Jin ki ankhaiy kalam krti hai
Oss ki ankhaiy sawal krti hai
Mere himat jawab deti hai.

Chorr sahil ab un ki yaadain, Sahil Poetry, Urud Poetry, Heart Touching Poetry,


Chorr sahil ab un ki yaadain, tujh ko pagal kr de gee
tu qatra hai woh deryaa hai, pehchaan zara oqaat apni.

Ab to ye alam hai, Urud Poetry, Urdu Latest Poetry, Urdu Picture Poetry, Urdu Heart Touching Poetry,


Ab to ye alam hai ,kay aksar tanhai sy tung a kr
Khud he derwazay ki zangeer hila detay hai.

Dil mein afsos, ankhon mein nami si rehti hai, Wasi Shah, Wasi Shah Poetry, Wasi Shah Urdu Poetry,


Dil mein afsos, ankhon mein nami si rehti hai
Zindagi mein shayed koi kami si rehti hai,

Mujhe se rooth jatey hain aksar Wasi
Shayed mere khuloor mein kami si rehti hai.

Nahin ishq ka dard lazzat se khaali, Urdu Heart Touching Poetry, Urdu Poetry,


Nahin ishq ka dard lazzat se khaali
Jisay zauq hai woh maza jaanta hai.

Tum mare rooh mein shamil ho, Urdu Picture Poetry, Urud Heart Touching Poetry, Latest Urdu Poetry, Images Poetry,



Tum mare rooh mein shamil ho
Raghoon mein rawaan ho
Magar marey hathon ki lakeeron mein kahan ho.

APna He Saaya, Urdu Poetry, Urdu Picture Poetry, Urdu Heart Touching Poetry,


Jub nahe aya koi milnay bari mudat say
Apnay he saiy say hum hath milanay niklay.

Za Ba Yem Gham Bandi Akhta Ta Ba Khobona Kawi,


Za Ba Yem Gham Bandi Akhta Ta Ba Khobona Kawi
Za Ba Wikht Nast Yem Tola Shpa Ta Ba Khobona Kawi,

Pa Intezar Ba Sta Da Meene Armani Pati Sham
Zama Khatali Ba Wi Sa Ta Ba Khobona Kawi,

Ta Me Da Jwand Na Khabar Na Shwi Da Marg Sa Owayem
Zama Ba Wakhli Janaza Ta Ba Khobona Kawi.

Phir aaj koi ghazal tere naam na ho jaye, Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,


Phir aaj koi ghazal tere naam na ho jaye
Aaj kahin likhte likhte shaam na ho jaye,

ker raha hon intezar tere izhar-e-mohabbat ka
Isi intezar mei zindagi tamam na ho jaye,

ab to nahi leta tera naam sar-e-aam is darr say
kahin naam tera badnaam na ho jaye,

Mangta hoon dua jab tu yaad aata hay
K judair meray pyar ka anjaam na ho jaye.

Chaman ta rashakhu niqab da makha lari na ki


Chaman ta rashakhu niqab da makha lari na ki

Wakht da sparli de pa mali ba she tawan golona,

Ab Meri Taaq Main Rehte HaIn Koh-Kaaf K Jin, Urdu Romantic Poetry, Romantic Poetry,


Ab Meri Taaq Main Rehte HaIn Koh-Kaaf K Jin

Main Paristaan Ki Malika UtHa Laaya Hon.

Nafartain Lakh Sahi Us Ko Meri Zaat Se Magar,


Nafartain Lakh Sahi Us Ko Meri Zaat Se Magar

Mere Zikaar Py Us Ka Dil To Dharkta Hoo Gaa.

Jab ISHQ ki bat thi, Ishq Poetry, Ishq Images Poetry, Urdu Poetry, Urdu Picture Poetry,

Jab ISHQ ki bat thi, Wo zamana aur tha
Aab aana ki baat hay, Wo khud chal k aayega.

Mujhe Hukam Hua Kuch Or Mang Us Ke Siwa,


Mujhe Hukam Hua Kuch Or Mang Us Ke Siwa,
Main Dast-e-Dua Se Uth Gaya Ke Mujhe Justaju Bus Usi Ki Thi.

Ye Duniya Mohabbat Ki Dushman Ho Gai Hai


Ye Duniya Mohabbat Ki Dushman Ho Gai Hai
Mohabbat Ab Dosto Kitabo Me Rahgai Hai,

Wo Din Beet Gaye Jab Log Pyar Me Jaan Diya Karte The
Ab To Husn Ki Pyasi Duniya Rah Gai hai,

Koi Nahi Sunta Kisi Ke Dil Ki Sada
Sabko Dilon Se Khelne Ki Aadat Si Ho Gai Hai.

Heart Touching Poetry, Urdu Sad Poetry, Sadest Urdu Poetry, Urdu Poetry, Ghamgeen Poetry,


Yaad nahi karoge to Bhula b na  sakoge
Mera khyal zehan se mita b na sakoge,

Ek bar jo tum mere Gham se miloge
Tu sari umar muskura na sakoge.

Urdu Poetry, Sad Urud Poetry, Heart Touching Urud Poetry, Urdu Images Poetry,


Nahi thi mere hathon mai usay paanay ki lakeer

Cheer diya pura haath Ek lakeer banane ke liye.

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...